Loyalty
Khud se puchna kabhi, Ki kya Kiya h tumne iss rishtey ko, Nibhaney k liye, Kayi log, kar k dikhatey h aur, kayi bina dikhaye hi nibhatey h, Tum konse category mein aatey ho, Ye kabhi soch kar btana, Jo aaj tum loyalty ka nara lagatey ho, Khud se Puchna kabhi, Ki kya Kiya h tumne iss rishtey ko, Nibhaney k liye.. P.S