Posts

Showing posts from October, 2018

Tumse kiya hua shiddat wala pyaar

Tumse kiya hua shiddat wala pyaar ki tumhe kadar na thi, Tumharey janey k baad ki hui aayeyashi  kyu zakhm ban gyi.  Shayad tumharey sath na ki , isiliye!?! Har pal yaad h mujhe tumharey sath hone ka , Aur tumhey khone k baad har raat ko takiye se muh dabakar rone ka . Tumse kiya hua shiddat wala pyaar ki tumhe kadar na thi, Tumharey janey k baad ki hui aayeyashi  kyu zakhm ban gyi.  Shayad tumharey sath na ki , isiliye!?!