Tumse kiya hua shiddat wala pyaar
      Tumse kiya hua shiddat wala pyaar ki tumhe kadar na thi,   Tumharey janey k baad ki hui aayeyashi  kyu zakhm ban gyi.    Shayad tumharey sath na ki , isiliye!?!     Har pal yaad h mujhe tumharey sath hone ka ,   Aur tumhey khone k baad har raat ko takiye se muh dabakar rone ka .     Tumse kiya hua shiddat wala pyaar ki tumhe kadar na thi,   Tumharey janey k baad ki hui aayeyashi  kyu zakhm ban gyi.    Shayad tumharey sath na ki , isiliye!?!